

Yeh bahaar ka zamaana
Yeh haseen gulo ke saaye
Mujhe dar hai baag-baan ko
Kahin neend aa na jaye
Mere zindagi ke maalik
Mere dil pe haath rakh do
Tere aane ki khushi mein
Kahin dil nikal na jaye
Baadein saba se keh do
Dab-e-paaon wo bhi guzre
Mai mareez-e-shaam-e- ishq hoon
Kahin dil tehail na jaye
Mai chala sharabkhaane
Jahan koi gham nahi hai
Jise dekhni ho jannat
Mere saath-saath aaye
Mere saath-saath aaye
Yeh bahaar ka zamaana
Yeh haseen gulo ke saaye
Mujhe dar hai baag-baan ko
Kahin neend aa na jaye
Mere zindagi ke maalik
Mere dil pe haath rakh do
Tere aane ki khushi mein
Kahin dil nikal na jaye
Baadein saba se keh do
Dab-e-paaon wo bhi guzre
Mai mareez-e-shaam-e- ishq hoon
Kahin dil tehail na jaye
Mai chala sharabkhaane
Jahan koi gham nahi hai
Jise dekhni ho jannat
Mere saath-saath aaye
Mere saath-saath aaye
Quelle: LRCLIB
Noch keine ähnlichen Songs
Keine Hörer-Daten
Keine Server-Daten
Keine letzten Wiedergaben