

men jo shayar kbhi hota tera sehra kehta
chand ko chand na kehta tera chehra kehta
tujh ko le urta hawaa ban k men khushboo ki tareh
umr bhar rakhta zamanay ki nigahon se parey
dil bhi gar poochta tera to kabhi na kehta
men jo shayr ...
khushnaseebi se mujhe apni he lagta hai h ye dar
meri khushiyon ko na dasly kisi dushman ki nizar
chashme baddoor na kehta to bhala kiya kehta
men jo shayar...
tere kadmon pe hi jaan apni fida kar deta
aakhri farz muhabbat ka ada kar deta.
aur isi farz e muhabbt ko men sajda kehta
men jo shayar ...
出典: LRCLIB
類似曲はまだありません
リスナーデータなし
サーバーデータなし
最近の再生なし