

door kyu hai mujse tu
paas aabhi ja ab tu
raahein main tak ta hu
saanso mein bas ja tu
tu meri yaadon mein rehta hai
tu meri dhadhkan mein basta hai
chhoo lo hume
sapno mein aake muskura ke
paas aao na
sab kuch bhula ke dil ke paas
sun lo zara kehni thi jo dil ki baat
pal chura lo na
yaadon ke is karwan se
chhoo lo hume
rooh teri sataye raato mein
jab bhi lu sanse hawa keh jae tu hai aya
bharta aahe karwate leta dhoondhu tujhko khud me
teri woh aahat teri woh chahat
ab yaad aye mujhe
phir bhi yeh doori phir bhi yeh tanhayi
kyu na thame ab yahaaaan
chhoo lo hume
sapno mein aake muskura ke
paas aao na
sab kuch bhula ke dil ke paas
sun lo zara kehni thi jo dil ki baat
pal chura lo na
yaadon ke is karwan se
chhoo lo hume
Kilde: LRCLIB
Ingen lytterdata
Ingen serverdata
Ingen nylige avspillinger