

Asha BhosleYouTube
Jawaani jaan-e-mann, haseen dilruba
Mile toh dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-mann, haseen dilruba
Mile toh dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua? Ye kya zulam hua?
Ye kya ghazab hua? Ye kaise-kab hua?
Na jaanun main, na jaane woh, aaha!
Jawaani jaan-e-mann, haseen dilruba
Mile toh dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi-aayi door se, dekho-dekho dilruba aisi-aisi
Turu-turu-turu-tu
Khaayi-aayi bezubaan dil ne, dil ne chot ye kaisi?
Arey, woh, ha-ha, mili nazar
Arey, ye, ha-ha, hua asar
Nazar-nazar mein ye sama badal gaya
Chalaya teer jo, mujhi pe chal gaya
Ghazab hua, ye kya hua? Ye kab hua?
Na jaanun main, na jaane woh, ho-ho
Jawaani jaan-e-mann, haseen dilruba
Mile toh dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua? Ye kya zulam hua?
Ye kya ghazab hua? Ye kaise-kab hua?
Na jaanun main, na jaane woh, oho-oh!
Dil ye, dil ye pyaar mein kaise, kaise
Khota hai, dekho, dekho
Haha-haha-hahaha, qaatil-qaatil
Jaan-e-mann kaise, kaise hota hai dekho
Arey, woh, ha-ha, mila sanam
Arey, ye, ha-ha, hua sitam
Woh dushman-e-jaana dildaar ho gaya
Saiyaad ko bulbul se pyaar ho gaya
Ghazab hua, ye kya hua? Ye kab hua?
Na jaanun main, na jaane woh, aaha!
Jawaani jaan-e-mann, haseen dilruba
Mile toh dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua? Ye kya zulam hua?
Ye kya ghazab hua? Ye kaise-kab hua?
Na jaanun main, na jaane woh
Fuente: LRCLIB
Sin datos de oyentes
Sin datos de servidor
Sin reproducciones recientes