

Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Shor barpa hai khan-e dil mein
Shor barpa hai khan-e dil mein
Koi deewar si giri hai abhi
Koi deewar si giri hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Bhari duniya mein jee nahin lagta
Bhari duniya mein jee nahin lagta
Jaane kis cheez ki kami hai abhi
Jaane kis cheez ki kami hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Kuch toh naazuk mizaj hain hum bhi
...hum bhi
...hum bhi
Kuch toh naazuk mizaj hain hum bhi
Kuch toh naazuk mizaj hain hum bhi
Aur yeh chot bhi nayi hai abhi
Aur yeh chot bhi nayi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Sheher ki becharagh galiyon mein
...galiyon mein
Sheher ki becharagh galiyon mein
Sheher ki becharagh galiyon mein
Zindagi tujh ko dhoondti hai abhi
Zindagi tujh ko dhoondti hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
Dil mein ek lehar si uthi hai abhi
स्रोत: LRCLIB
कोई श्रोता डेटा नहीं
कोई सर्वर डेटा नहीं
हाल की कोई बजाई नहीं